JAB BAN KE HAM RAHI TU HAR RAAH ME MERA SAATH DETA HAI.....
Jab ban k hamrahi tu har raah me saath deta hai,
To har muskil safar bhi asaan hota hai,
Kushnasib samjhti hun apne ko main,
Jab tera or mera koi hasin khwab pura hota hai,
Bhata nai mujhko wo har k lamha,
Jab – jab tu mujh se
kyu na kuch hi waqt k liye dur hota hai,
Teri khamosi me jab –jab inkaar aata hai,
Tere saath bitaya hua hare k pal yaad aata hai,
Ruthna bhi us waqt acha lagta hai,
Jis waqt tu mujh ko mane k liye tu mujh par pyar lutata hai,
Zindagi ka har safar suhana ho jata hai ,
Jab
mera hamraah tu ban jata hai....!!!
0 comments:
Post a Comment