AYEGI YAAD TUJH KO MERI JAB DUR TUJH SE JANUGI.....
Ayegi yaad tujh ko meri jab dur tujh se janugi ,
Ab tak raheti thi tere dil me ab sanso me bas janungi,
Chahati hun jaan se badh kar tujh ko ,
Sayad ye maun tujh ko sabit na kar paungi,
Sab kehte hai tere pyar ka naam amar hoga,
Main tere naam se hiapnanaam amar kar janungi,
Suna hai saat janam milte hai ham sab ko yanha,
Baki k chhe janam bhi main tere saath hi nibhaungi…!!!!
0 comments:
Post a Comment