Naam unka jo likh -likh kar mita raha hun main,
Apne ko kis kadar behla raha hun main,
Na thi ji ko hamari mohobat ki jarurat ,
itfak ye hai ki main unhi ko chahata ja hun main,
Usi chiraag ne jala diya hamko,
Aaj tak jisko bujhne se bachata aa raha hun main....!!!!
Usi chiraag ne jala diya hamko,
Aaj tak jisko bujhne se bachata aa raha hun main....!!!!
0 comments:
Post a Comment